-_-_-_-_- PakistaniMusic.com -_-_-_-_- Courtsey: Usman Sipra Koi Sapna, Aakash koi sapna torh gaya koi apna chor gaya faasily yoon howay darmiyaan jaisey woh kabhi, milla hi na tha koi sapnaaaaaa! kaisey yeh batoon kya guzri hai dil pay kaisey samjhaoon mein hoon kiss bhanwar mein tujhe kya khabar : tujhe kya pata apna bandhan ho na saka adhoora tha mein adhoora raha pyasa jeevan pyasa raha jaisey woh kabhi hamara na tha koi sapnaaaaaa! tera sayya ban kay teray sang rahoon mein bhulla doon yeh duniya : tumharay liye mein aab aur iss dil ko, nahi do saza tere bin yeh bahar khizaan path jhar hai dhowaan hi dhowaan katey naa yeh din, katey na yeh raat yoon ghum ki howi barsaaat koi sapnaaaaaa!