-_-_-_-_- PakistaniMusic.com -_-_-_-_- Courtsey: Muhammad Azeem Ashraf Ajnabi, Aamir Saleem Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay HO Main Tanha Hoon Tumhaaray Bin Main Tanha Hoon Tumhaaray Bin Mujhay Tum Kyun Sataatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay HO Main Tanha Hoon Tumhaaray Bin Main Tanha Hoon Tumhaaray Bin Mujhay Tum Kyun Sataatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay Ho Tumhain Dekha Nahin Phir Bhi Mera Dil Kyun Tadapta Hai Tumhain Dekha Nahin Phir Bhi Mera Dil Kyun Tadapta Hai Tumhain Milnay Ko Dil Mera Najaane Kyun Machalta Hai Mera Dil Kyun Tadapta Hai Meri Baahon Mein Aa Jao Meri Baahon Mein Aa Jao Mujhay Tum Kyun Sataatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay Ho Kabhi Socha Na Tha Esa Meray Sapnon Mein Aao Gay Kabhi Socha Na Tha Esa Meray Sapnon Mein Aao Gay Mujhay Deewana Kar Do Gay Meri Neendain Udaao Gay Mujhay Har Pal Sataao Gay Meray Jeevan Mein Aa Jao Meray Jeevan Mein Aa Jao Mujhay Tum Kyun Sataatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay Ho Main Tanha Hoon Tumhaaray Bin Main Tanha Hoon Tumhaaray Bin Mujhay Tum Kyun Sataatay Ho Ajnabi Mujhay Tum Yaad Aatay Ho