-_-_-_-_- PakistaniMusic.com -_-_-_-_- Courtsey: Haris Maza Zindagi Ka, Junoon Yeh maza zindagi ka, Aye na roz roz Yeh maza zindagi ka, Aye na roz roz Yeh sama hai khushi ka, Aye na roz roz Yeh maza zindagi ka, Aye na roz roz Zinda dil dosto, Chalo aagay barho Dunya tumhari hai, jaan ki yeh baazi hai Zinda dil dosto, Chalo aagay barho Yeh moqa thaam lo, Yeh lamha rok lo (chorus) Jeevan ik mail hai, Do pal ka yeh khel hai Hum to sub khilari hain, Fankaar ya anari hain Kabhi jeetna, kabhi haarna Par baazi se na darna (chorus) Jaago dosto jaago humrahio, Kinarey ki talaash mein Samandar mein sab saath hain Kabhi doobna, kabhi terna Par lehron say na darna Zinda dil dosto, Chalo aagay barho Dunya tumhari hai, jaan ki yeh baazi hai Zinda dil dosto, Chalo aagay barho Yeh moqa thaam lo, Yeh lamha rok lo (chorus)