PakistaniMusic.com



-_-_-_-_- Pakistanimusic.com -_-_-_-_-

Courtsey: Irfan

Mujhay Vida Kar, Nayyara Noor

Mujhay Vida Kar..(x3)
Ay Meree Zaat Phir Mujhay Vida Kar..
Mujhay Vida Kar..

Main Teray Saath Apnay Aap Kay Siha Gaar Main..
Bohat Pana\'h Lay Chukaa...
Main Apnay Haath, Paon Dil Kee Aagh Main Tapa Chuka..

Mujhay Vida Kar..(x2)

Kay Ab Dil Kay Aansoon Kee Bay-sadai Sun Sakoon

Mujhay Vida Kar..(x2)

Bohat Hee Dair, Dair Jaisi, Dair Ho Chuki,
Kay Ab Gharee Bisween Sadee Kee Raath Baj Chuki.

Mujhay Vida Kar..(x2)

Kay Apnay Aap Main, Main Itnay Khwab Jee Chuka
Kay Hausla Naheen, Kay Hausla Naheen.
Main Itnee Baar Apnay Zakhm Aap See Chuka
Kay Hausla Naheen, Kay Husla Naheen..